Khayaban Mein Hai Muntazir Lala Kab Se - Dr. Allama Iqbal
Khayaban Mein Hai Muntazir Lala Kab Se Qaba Chahye Iss Ko Khoon-e-Arab Se In the flower-bed, Rose is waiting from long time It wants a dress colored with the blood of Arabs! خیاباں میں ہے مُنتظر لالہ کب سے قبا چاہیے اس کو خُونِ عرب سے Kiya Tu Ne Sehra Nasheenon Ko Yakta Khabar Mein, Nazar Mein, Azan-e-Sehar Mein You have united warring tribes, In thought, in deed, in morning prayer. کیا تُو نے صحرا نشینوں کو یکتا خبر میں، نظر میں، اذانِ سحَر میں Talab Jis Ki Sadiyon Se Thi Zindagi Ko Woh Souz Iss Ne Paya Inhi Ke Jigar Mein Desire of which life needed since centuries; that lament was found in them! طلب جس کی صدیوں سے تھی زندگی کو وہ سوز اس نے پایا انھی کے جگر میں Kushad-e-Dar-e-Dil Samajhte Hain Iss Ko Halakat Nahin Mout In Ki Nazar Mein They deem it the ennobling of the heart Death, in their sight,isn't an end of life! کُشادِ درِ دل سمجھتے ہیں اس کو ہلاکت نہیں موت ان کی نظر میں Dil-e-Mard-e-Momin Mein Phir Zinda Kar De Woh Bijli Ke Thi Na’ara-e-‘LA TAZAR’ Mein Make alive in the hea...