Allah Kare Tujh Ko Atta Jiddat-e-Kirdar - Allama Iqbal


Dr. Allam Iqbal (Zarb e Kaleem 151)

Voice of Zia Mohyeddin
Poetry of Allama Iqbal
Editor: Aakhri Paigham

اندیشہ ہُوا شوخیِ افکار پہ مجبور
فرسُودہ طریقوں سے زمانہ ہُوا بیزار
انساں کی ہوَس نے جنھیں رکھّا تھا چھُپا کر
کھُلتے نظر آتے ہیں بتدریج وہ اَسرار
قُرآن میں ہو غوطہ زن اے مردِ مسلماں
اللہ کرے تجھ کو عطا جِدّتِ کردار

Andesha Huwa Shaukhi-e-Afkaar Pe Majboor
Farsooda Tareeqon Se Zamana Huwa Bezar

Insaan Ki Hawas Ne Jinhain Rakha Tha Chupa Kar
Khule Nazar Aate Hain Batadreej Woh Asrar

Quran Mein Ho Ghota-Zan Ae Mard-e-Musalman
Allah Kare Tujh Ko Atta Jiddat-e-Kirdar

https://www.youtube.com/@AakhriPaigham
https://www.instagram.com/akhripaigham/

#Muslims #Iqbal #Poetry #Islam #Allamaiqbal #Prayer #Namaz #Poem #Shahyri #Sher #akhripagham #Motivation #Allah #Muhammad #DrIqbal #Zarbekaleem #Lines #Quotes #AakhriPaigham

Comments

Popular posts from this blog

Aik Hon Muslim Haram Ki Pasbani Ke Liye - Dr. Allama Iqbal #iqbaliyat #M...

Ho Ga Kabhi Khatam Ye Safar Kya - Dr. Allama Iqbal

Woh Zamane Mein Mu’azzaz The Musalman Ho Kar - Dr. Allama Iqbal