Har Lehza Hai Momin Ki Nayi Shan - Allama Iqbal


(Zarb-e-Kaleem-062) Mard-e-Musalman (مرد مسلمان) A Muslim

Har Lehza Hai Momin Ki Nayi Shan, Nayi Aan
Guftar Mein, Kirdar Mein, Allah Ki Burhan!

A Muslim true gets grandeur new with moment's change and every hour:
By words and deeds he gives a proof of Mighty God, His reach and power.

Qahhari-o-Ghaffari-o-Quddusi-o-Jabroot
Ye Char Anasir Hon To Banta Hai Musalman

To rout the foes, to grant them reprieve, do pious deeds and show great might:
 Are four ingredients that make A Muslim devout who shuns not fight.

Ye Raaz Kisi Ko Nahin Maloom Ke Momin
Qari Nazar Ata Hai, Haqiqat Mein Hai Quran!

This secret yet none has grasped  that Muslim Scripture reads so sweet:
Practising rules by it prescribed, becomes its pattern quite complete.

ہرلحظہ ہے مومن کی نئی شان، نئی آن
گُفتار میں، کردار میں، اللہ کی برُہان!
قہاّری و غفاّری و قدّوسی و جبروت
یہ چار عناصر ہوں تو بنتا ہے مسلمان
یہ راز کسی کو نہیں معلوم کہ مومن
قاری نظر آتا ہے، حقیقت میں ہے قُرآن!

https://www.youtube.com/@AakhriPaigham
https://www.instagram.com/akhripaigham/

#Muslims #Iqbal #Poetry #Islam #Allamaiqbal #Prayer #Namaz #Poem #Shahyri #Sher #akhripagham #Motivation #Allah #Muhammad #DrIqbal #Zarbekaleem #Lines #Quotes #AakhriPaigham #Ramzan #Ramadan #Momin #Muslims #Musalman

Comments

Popular posts from this blog

Kafir Hai To Shamsheer Pe Karta Hai Bharosa - Dr. Allama Iqbal

Amal Se Zindagi Banti Hai Jannat Bhi, Jahanum Bhi #Iqbaliyat #shorts

Har Dardmand Dil Ko Rona Mera Rula De - Dr. Allama Iqbal