Momin Hai To Be Taeg Bhi Larta Hai Sipahi - Dr. Allama Iqbal
(Bal-e-Jibril-032) Pooch Uss Se Ke Maqbool Hai Fitrat Ki Gawahi
پُوچھ اس سے کہ مقبول ہے فطرت کی گواہی
تُو صاحبِ منزل ہے کہ بھٹکا ہوا راہی
کافر ہے مسلماں تو نہ شاہی نہ فقیری
مومن ہے تو کرتا ہے فقیری میں بھی شاہی
کافر ہے تو شمشیر پہ کرتا ہے بھروسا
مومن ہے تو بے تیغ بھی لڑتا ہے سپاہی
Pooch Iss Se K Maqbool Hai Fitrat Ki Gawahi
Tu Sahib-E-Manzil Hai K Bahtka Huwa Raahi
Rely on the witness of the phenomenal world
To know whether you are on the mark or have gone astray:
Kafir Hai Musalman To Na Shahi Na Faqeeri
Momin Hai To Karta Hai Faqeeri Mein Bhi Shahi
Neither kingship nor poverty for a Muslim who lacks in faith,
The one who has it is a king even if he be poor.
Kafir Hai To Shamsheer Pe Karta Hai Bharosa
Momin Hai To Be-Taeg Bhi Larta Hai Sipahi
He depends on the sword if he lacks in faith:
If he has faith he may need no weapons in the fight.
https://allamaiqbal.carrd.co/
https://www.youtube.com/@AakhriPaigham
https://www.facebook.com/AakhriPaigham/
https://www.instagram.com/akhripaigham/
https://twitter.com/AakhriPaigham
https://www.tiktok.com/@aakhripaigham
#Muslims #Iqbal #Poetry #Islam #Allamaiqbal #Prayer #Namaz #Poem #Shahyri #Sher #akhripagham #Motivation #Allah #Muhammad #DrIqbal #Zarbekaleem #Lines #Quotes #AakhriPaigham #Ramadan #Ramzan #Quran #Quranepak #AlQuran #Shikwa #Jawabeshikwa #Momin #Worrior
Comments
Post a Comment